Thursday, April 19, 2012

Rab Ka Shukrana Lyrics and Guitar Chords Movie-Jannat 2


Title: Rab Ka Shukrana
Movie: Jannat 2
Vocals: Mohit Chauhan
Music: Pritam
Lyricis: Sayeed Quadri

[A#m]Tu hai ab jo baahon mein, qarar hai
[F#]Rab ka shukrana
Saanson mein [G#]hai nasha, khumar hai
[Fm]Rab ka shukrana
Tu hi ab mera [A#m]deen hai, imaan hai
[F#]Rab ka shukrana
Mera [G#]kalma hai tu, azaan hai
[Fm]Rab ka shukrana

[A#m]Tu mila toh sab mila
[F#]Ab kisi se kya gila
[G#]Tujhme simtu, aa main bikhru
[F]Teri baahon mein

[A#m]Tu mila toh sab mila
[F#]Ab kisi se kya gila
[G#]Tujhme simtu, aa main bikhru
[F]Teri baahon mein, fana ho [G#]jaun main


Tu hi ab [A#m]duniya meri, jahaan hai
[F#]Rab ka shukrana
Khwabon ki [G#]khayalon ki udaan hai
[Fm]Rab ka shukrana
Tu hi ab mera [A#m]deen hai, imaan hai
[F#]Rab ka shukrana
Mera [G#]kalma hai tu, azaan hai
[Fm]Rab ka shukrana

[A#m]---[F#]---[A#m]---[F#]

[A#m]Sab se ho jaaun pare
[F#]Jo ishaara tu kare
[G#]Ab toh rehna hai tujhi mein
[F]Gumshuda hoon main
[A#m]Sab se ho jaaun pare
[F#]Jo ishaara tu kare
[G#]Ab toh rehna hai tujhi mein
[F]Gumshuda hoon main
Ho teri [G#]baahon mein

Jazbon ka ab [A#m]toh naya bayaan hai
[F#]Rab ka shukrana
Naya [G#]rutba nayi shaan hai
[Fm]Rab ka shukrana
Tu hi ab mera [A#m]deen hai, imaan hai
[F#]Rab ka shukrana
Mera [G#]kalma hai tu, azaan hai
[Fm]Rab ka shukrana 

No comments:

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...